Wo College Ke 4 Saal By Last Bencher
When you are missing your College Days
Aaj fir present bhool jane ka dil karta
Aaj fir past me jine ka man karta hai
Aaj fir ye job chhod dene ka dil karta hai
Aaj fir se wo 4 saal clg padne ka dil karta hai
Wo b kya wakt tha jab khilkhila k hasne k liye koi wajah ki jarurat nai thi
Aaj to ek halki si smile dene k liye b log fayda dhundhte hai
Aaj fir ye ac wala room chhod k garmi me class k last bench p sone ka dil karta hai
Aaj fir class bunk kar k tandan ki tapri me bethne ka dil karta hai
Aaj jeb me pura imported packet hai par phir b 1 wiles falack ko 4 logo k sath share kar k pine ka dil karta hai
Aaj fir wo tapri me ghanto bitane ka dil karta hai aaj fir godaun k piche patti khelne ka dil karta hai
Aaj fir wo bagga dhabe me 1 daal fry k bich 10 dosto k sath share karne ka dil karta hai
Aaj fir ghadi chok me exam k 1 din pahle notes ki photo copy karane ka dil karta hai hai aaj fir telibandha me auto aane ka wait karne ko dil karta hai 
Aaj fir bus k piche beth k ragging lene kq dil karta hai aaj fir bidi k class me so jane ka dil karta hai
Aaj fir 5 star me beth k khane k bejaye wo tandannki tapri me chai aur samosha khane ka dil karta hai 
Aaj bhale hi bana liya hai humne apne sapno ka mahal par aaj bhi us ek kamre me 8 dosto k sath sone ka dil karta hai
Aaj fir 2 paper back aane par bhi 4 paper clear hone ki khushi me party karne ka dil karta hai
Ab need nahi aati hai raato me dosto k sath night study karte karte so jane ka dil karta hai 
Aaj itni ladkiya hai aas pass but fir b un nakchadhi C.S. ki ladkiyo ko line marne ka man karta hai 
Aaj bhale hi guards salam thokte hai  fir b us gatekeeper ko ek cigarette de k clg k bahar bhagne ko dil karta hai 
Missing my clg days 
Today we all are busy in our work.. But whenever I scroll down the memories of our college days in Facebook with so many comments I really feel that days 2006 to 2010 are the best days of my life..
Purani hai lines par aaj b Tazi hai 
Wo 4 saal seene me aaj b baki hai
Ansh



 
 
Wowwww clg days ki yaad dila diye tum👌👍
ReplyDeleteKosish ki hai
Delete👌👌👌
Delete🙂🙂
DeleteBdhiya
ReplyDeleteBdhiya yar
ReplyDeleteDhanyawad
Delete👌👌👌
ReplyDelete😆😆
DeleteAfter reading this only one want say...
ReplyDelete"Woo din bhi kya din the!....."🙃
Bahut Suhane
DeleteAdbhut..... Definitely lockdown has been the master stroke to crawl inside and discover the hidden.
ReplyDeleteTo agla LOCKDOWN p hi likh lete hai bhai 😂😂😂
DeleteClg time ki yaad dila di yar ekdum. Lagta hi nhi ki pass out huye itne saal beet gye.
ReplyDeleteSuperb...
Dhanyawad
Delete👌
ReplyDelete🙂🙂
Delete👍👌
ReplyDeleteWah wah👌👌
ReplyDeleteWooooooo brooooooo.......awesome
ReplyDeleteThanks bro
DeleteGood bhai
ReplyDelete😊😊😊
DeleteSuperb
ReplyDelete🙃🙃🙃🙃
Delete🤟👌
ReplyDeleteBahut Sundar..
ReplyDeleteBhut pyara sach m purane din yad dila diye aap
ReplyDeleteSukriya kosish ki thi bus
DeleteTouching lines....superb
ReplyDeleteBus touch hi to karna tha agar ho gaya to samjho line puri ho gayi
Delete